Explore India onefivenine
       Nagla Meena
          Rajasthan >> Karauli >> Hindaun

Edit OverView Of Nagla Meena

OverView Of Nagla Meena


Historical palace-

1.   Badrinath ka mandir very popular

History of badrinath mandir-is gnav ka ek mahan aadmi shree-siro patel meena jinhone dandvat shree chardham ki yatra aarambh ki or yha yatra 8 month m poori hui thi. Or inke swagat ke lia gnav vale 2km aage hi chale gaye or khud kirodi lal meena m.p. Inko badhai dene ke lia aaye or is mandir ki neev kareeb 10 saal pahale rakhi gayi thi.
                                                      
2.palandevi mandir
3.narsingh mandir inki yha par bahut pooja ki jaati h
4.leelagar ka mandir jo sarp jahar ko nikal deta h or bahut log yha par aate h or theek hoke jate h. Bhoor singh meena ki bahut badi pinchar ki dukan haiye nagla meena ka naami mistri hai  dukan main chorahe par hai inko sarpo ka devta bhi kha jaata h yha nagla meena ki chinda patti m sthit h.

5.chamunda maa ka mandir-yha par pasuo or logo ke swsth rahne or koi samasya na aaye inki pooja bhi badi dhoom dham se hoti h.


History- yaha village teen bhago(pattiyo)m bata hua h -;
1.havelya patty      
2. Chainda patty
3 pachwara patty

main palace in this village-

1.saswali (wada wali )talai
2.gooli talai
3.talab
4.ghorra      
5.bagh

history of nagla meena sarpanch-

1.shyonarayan meena(ye is gnaav ke pahale sarpanch the jo gram panchayat is gnaav m laaye the ye kafi anubhavi or nisthavan the or sabhi log inka kha mante the
2.gabri meena(ye bina padhe hue the or inko rajneeti ka poora gyan nhi tha
3.khemchand(mantoori)-inhone is gnav ke andar sabse jyada vikas kar vaya tha inhone khud ke paise lagakar is gnaav ka gaurav badhaya or ye ek mahan sarpanch ke roop m jane jate h

4.fabooli devi
5.preetam devi(pyar singh meena) 
6.rajendra koli(mukesh koli)

is gnaav ke mele-: Is gnaav ke log shree mahaveer ji m jakar naach gaane karte h or shree mahaveer bhagwan ko khush karte or ye laathi phadsa kulhadi bandook etc. Lekar mele m jate h or nratya karte h or mahaveer ji ke rath ko gambheer nadi m snaan karvate h or khud ko pavitra mahasoos karte h ye inki mukhya parampara h or ye galiya aadi gaa kar mahaveer ji ko khush karte h.


written by satishneemrot108

Nagla Meena Home About Nagla Meena & History

How to reach Nagla Meena

Tourist Places Near By Nagla Meena

Schools in Nagla Meena

Colleges in Nagla Meena

Temperature & weather of Nagla Meena

places in Nagla Meena


Nagla Meena photos

More Information

Village Talk
Post News or Events about this Village







All Rights Reserved 2021 onefivenine.com             Contact Us             About Us /             Privacy Policy